Digichal digital khata app kaise use kare?
Is app ko download karne par aap apne business ka pata ismain store karen. Fir har roz ka hisaab ismain store karen. Is main har tarah ka hisaab jaise sales, expenses aur udhaar store kiya ja sakta hai. Aur yeh hisaab aapko kahin bhi aur kabhi bhi apne mobile se uplabhdh ho jata hai.
Digital udhar khata online — Is app pe aap apne business ke sabhi udhaar ki jankari store kar sakte hain. App main store huyi jankari se aap apne grahakon ko payment reminder bhi bhej sakte hain. Udhaar ke bhuktaan ke liye aapko ab ghar ghar jaane ki zaroorat nahin hai.
Expense digital khata app — Is app main aap apne business ka har expense bhi store kar sakte hain. Har saptah ya fir har mahine ke ant main aap expenses ko compare kar sakte hain aur aane wale dino ke liye apne expenses ko control bhi kar sakte hain.
Sale digital Khata — Daily sales is app main store karen aur saath hi professional invoices customer ke saath share kar sakte hain.
Digital khate ke saath Digichal aapko apni dukaan online bananeka bhi option deta hai. Digichal ki digital dukaan option se bas do asaan steps main apni dukaan ko banaye digital. Yeh app har businessman ko karobaar badhaane par dhyaan kendrit karane mein madad karata hai. Aaj hi app download karen aur banaye aapne business ko digital.
Comments
Post a Comment