Digichal App क्या है और इस्तेमाल करे सीखें



Har roz business main anek len den hote hain, ऑनलाइन खाता ye nishchit karta hai ki aapka hisaab suvidha purvak ban sakte aur aap apne business ki har transaction ki asaani se jaanch parakh kar saken. Aisi hi ek app Digichal ne bhi banayi hai jo business ke liye bahot hi faldayak hai. Digichal ki डिजिटल खाता किताब main wo sab suvidhayen hai jo len den ka hisaab saral aur spashth rakhne main aapki madat karti hain. 


Yeh padh kar aapke man main anek sawaal aa rahe haonge, jaise Digichal app kya hai, ise business ke liye kaise istemaal karna hai, is app main account kaise banana hai, is main kya jaankari store ki ja sakti hai aadi. Is article main hum in sabhi sawalon ka jawab le kar aayen hain. Yadi aap bhi abhi tak purane bahi khate main hisaab likh rahen hain to Digichal ke ऑनलाइन खाता ki jankari aapke liye bahot hi labhdayak hai.


Digichal App kya hai?


Digichal company ki डिजिटल खाता डायरी ek mobile app hai. Aap is app ko download karke is app main apne business ka sara hisaab store kar sakte hain. Apke purane bahi khate ki jagah, aapke business ki har len den ka hisaab aap is app main add karke use apne mobile main dekh sakte hain. 


Digichal app main aap kya jankari store kar sakte hain?


  1. Sale - डिजिटल खाता बुक डायरी main aap apni har bikri ko ismain save kar sakte hain. 

  2. Kharch - Is app main aap apne kharchon ka hisaab add kar sakte hain. 

  3. Udhaar - Is app main aap डिजिटल खाता उधार bhi bana sakte hain. Business main diye har udhaar ko customer ki jankari ke saath aap ismain store kar sakte hain. 


Is app ko aap apne computer aur mobile dono main download kar sakte hain. Is app ko download karne ke liye apne mobile main Google app store khul kar Digichal Digital khata search karen. Fir install pe click karke, app ko download karen. 


डिजिटल खाता किताब App download hone par usse istemaal karne ke liye neeche diye huye steps ko follow karen:


Step 1: App pe clicke karte hi apni bhasha select karen. 

Step 2: Apna mobile number enter karen. 

Step 3: Mobile number verification ke liye, mobile pe aaye OTP ko app main dalen.

Step 4: Apne business ka naam aur pata app main add karen.


Digichal डिजिटल खाता app main ye sab jankari daalne ke baad aapka digital account taiyaar ho jayega. 


Aaiye jaane iske features kya hai.


  1. Roz hone wale har sales ki jankari app main add karne ke baad aap apne grahak ko bill sms ya email bhi kar sakte hain. Bill ka format pehle se hi app main stored hai.

  2. Har roz ki gayi sales ko aap compare kar sakte hain. App dekh sakte hain ki peechle baar se is baar sales main kya badlaav aayen hain.

  3. डिजिटल खाता किताब se aap apne kharchon ko bhi compare kar sakte hain. App dekh sakte hain ki business pe kiye gaye kharchon main kya badlaav aayen hain.

  4. Business main diye gaye udhaar ko aap डिजिटल उधार खाता main darj kar sakte hain.

  5. Grahak ko diye udhaar ki entry ke liye, grahak ka naam aur udhaar ki rakum add karen.

  6. डिजिटल खाता उधार main aap paise wapis ki date bhi save kar sakte hain.

  7. Udhaar wapsi ki date par app se apne aap apke grahak ko reminder chala jayega.


Digichal ki डिजिटल खाता डायरी app main aap alag-alag business ke khate bana sakte hain. 


Digichal डिजिटल उधार खाता ऐप इस्तेमाल करने के फ़ायदे:


  1. Aapke purane bahi khate se Digichal ka Digital khata 100% safe hai. 

  2. App pe daali gayi har jankari ka backup save kiye jata hai. Jisse app delete hone par bhi aapki jankari safe rahe. 

  3. Jitne chahe business is app pe banaye aur har business ko digital banaye.

  4. Udhaar ko yaad rakhne ki zaroorat nahin, bas app main store karen aur payment reminder apne aap jaate rahenge.

  5. Digichal app download karna aur use istemal karne bilkul muft hai.


Safalta se business chalane ke liye business ki samajh aur len den ka hisaab rakhna dono hi bahot zaroori hote hain. Len den ke hisaab ke liye Digichal ka digital khata hone se suvidha, suraksha aur samay ki bachat teeno hi har dukaandaar ya vyapari ke liye upyogi sabit hote hain. 


Comments

Popular posts from this blog

What Is Dukaan App? How To Use And Who Can Use The application?

Hisab Kitab Daily Book- Digital Khata Book

Digichal - Your personal digital khata